Ae Meri Maan Nasheed Lyrics
Pyari Maa, Pyari Maa
Pyari Maa, Pyari Maa
(Meri Maa, Meri Maa)
(Meri Maa, Meri Maa)
Ae Meri Maa Zara Ye Bata
Kaise Hain Ye Arzo Sama
Kya Hai Roushani, Kya Hai Zindagi
Kaisa Chand Hai, Suraj Hai Kya
Hai Jamaal Kya Is Jahan Me
Meri Maa Mujhe Nahin Kuchh Pata
Zara Thaam Le Mere Haath Ko
Meri Aankh Ban, Ban Meri Asa
Shayad Isi Se Hon Khatam
Meri Zindagi Ki Tanhaiyan
Hai Ye Aarzu, Hai Ye Jusjoo
Dekhun Jahan Ki Ranaiyan
Ae Meri Maa Zara Ye Bata
Kaise Hain Ye Arzo Sama
Kya Hai Roushani, Kya Hai Zindagi
Kaisa Chand Hai, Suraj Hai Kya
Saathi Mere Hain Khelte
Hain Bhaagte Be-Khatre Jaan
Baitha Rahun Ghar Me Sada
Na Jaa Sakun Main Bahar Makan
Ae Meri Maa Zara Ye Bata
Kaise Hain Ye Arzo Sama
Kya Hai Roushani, Kya Hai Zindagi
Kaisa Chand Hai, Suraj Hai Kya
Mere Liye Har Ik Tarha
Tareek-O-Tang Har Raasta !!
Main Kisi Safar Pe Na Ja Sakun
Ho Tabeel Ya Thora Faasla !!
Jab Raah Chalun Darta Rahun
Kisi Khaayi Me Gir Jaun Na !!
Aankhen Meri , Meri Chhari
Ham Dam Meri, Meri Rahnuma !!
Ae Meri Maa Zara Ye Bata
Kaise Hain Ye Arzo Sama
Kya Hai Roushani, Kya Hai Zindagi
Kaisa Chand Hai, Suraj Hai Kya
De Dua Mujhe Saari Zindagi
Kabhi Ho Sakun Maayus Naa !!
Karun Shukr Main Rabbe Do Jahan
Jisne Diya Ye Jism O Jaan !!
Hai Karim Wo Jo Hai Rab Mera
Aasaan Kar Dega Raasata !!
Jannat Me To Dekhunga Main
Meri Pyari Maa Chehra Tera !!
Ae Meri Maa Zara Ye Bata
Kaise Hain Ye Arzo Sama
Kya Hai Roushani Kya Hai Zindagi
Kaisa Chand Hai Suraj Hai Kya
Voice: Atiq Ur Rahman, Zahid Hassan
Lyrics: Zahid Hassan
Nabeena Chaild Nasheed Lyrics
Ae Meri Maan Nasheed
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|