Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi Lyrics In Hindi And English
Hain Gunahgar Ham, Rabbe Rahman
Hain Magar Mustafa Ke, Sana Khwan
Us Nabi Ki Khudaya ! Himmat
Jinke Bahte Rahe Ask E Rahmat
Unke Sadqe Na Ho Jag Hasayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi … Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Rahmaton Ki Ghata Phir Se Chhayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi … Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Muaf Kar De Hamen Ya Ilaahi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi … Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Raat Din Kar Ke Apni Tawaahi
Naame Par Apne Daale Siyahi
Ab Nadamt Se Sar Ko Jhukaye
Aas Tere Karam Se Lagaye
Dete Hain Ro Ke Ham Sab Duhaayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi.. Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Tune Har Aan Ki Hain Ataaein
Ki Magar, Haye ! Hamne Khatayen
Tune Daala Hai Aibon Pe Parda
Hamko Hone Diya Hai Na Ruswa
Aaye Hain Leke Ham Sharm-Saari
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi .. Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Tere Bande Jo Tujh Se Na Maangen
Phir Bata Ham Kahan Aur Jayen
Har Ghadi Be-Nawaon Ki Khatir
Mere Mola Tera Dar Khula Hai
Muaf Kar De Khataein Hamari
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi .. Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Ye Ghulam E Shahe Ambiya Hai
Banda E Mola Mushkil Kusha Hai
Sab Sahaba Pe Rashid Fida Hai
Aur Aale Nabi Ka Gada Hai
Ho Na Barbad Is Ki Kamaayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi .. Raat Aayi
Phir Bara’at Ki Hai Raat Aayi
Naat Khwan: Imran Shaikh Attari
हैं गुनाहगार हम, रब्बे रहमान
हैं मगर मुस्तफ़ा के, सना-खां
उस नबी की ख़ुदाया ! हिम्मत
जिनके बहते रहे अश्के रह़मत
उनके सदक़े, ना हो जग हसाई
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
रह़मतों की घटा फिर से छाई
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
माफ़ कर दे हमें या इलाही
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
रात दिन करके अपनी तबाही
नामें पर अपने डाले सिहाई
अब नदामत से सर को झुकाए
आस तेरे करम से लगाए
देते हैं रो के हम सब दुहाई
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
तूने हर आन की हैं अताएं
कीं मगर ! हाय, हमने ख़ताएं
तूने डाला है ऐबों पे पर्दा
हमको होने दिया है ना रुसवा
आए हैं लेके हम शर्म-सारी
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
तेरे बन्दे जो तुझसे ना मांगे
फिर बता हम कहां और जाएं
हर घड़ी बे-नवाओं की ख़ातिर
मेरे मौला तेरा दर खुला है
माफ़ कर दे ख़ताएं हमारी
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
ये ग़ुलाम-ए-शहे अम्बिया है
बन्दा-ए-मौला मुश्किल कुशा है
सब सहाबा पे राशिद फ़िदा है
और आले नबी का गदा है
हो ना बर्बाद इसकी कमाई
फिर बराअ़त की है रात आई … रात आई
फिर बराअ़त की है रात आई
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|