Bachte Bachte Mar Jayenge Nasheed Lyrics
Hindi Ke Liye Neeche Jayen
Ya Ilahi.. Ya Ilahi..
Marte Marte Bachne Wale
Bachte Bachte Mar Jayenge
Zinda Rahne Ke Shouqi Bhi
Ik Din Murda Kahlayenge
Ik Roz Hamare Marne Ka
Aila.N Masa’jid Se Hoga
Ik Roz Hamen Apne Haathon Se
Zere Zamin Dafnayenge
Zinda Rahne Ke Shouqi Bhi
Ik Din Murda Kahlayenge
Jo Hirs-O-Hawas Ke Sahra Ko
Gulshan Se Tasveeh Dete Hain
Wo Aagh Ko Phool Samajhne Ki
Nadaani Se Pachhtayenge
Zinda Rahne Ke Shouqi Bhi
Ik Din Murda Kahlayenge
Imaa.N Ki Halawat Paani Ho
Darbar E Rab Me Ahad Karen
Rab Ki Khatir Aankhon Pe
Haya Pahredaar Bithayenge
Zinda Rahne Ke Shouqi Bhi
Ik Din Murda Kahlayenge
Duniya Ki Haqiqat Ko Jaane
Aur Apne Aap Ko Pahchane
Wo Dono Jahan Me Chain-O-Sukoo.N
Ki Ala Nemat Payenge
Zinda Rahne Ke Shouqi Bhi
Ik Din Murda Kahlayenge
Duniya Pe Fida Hone Walon
Ko Apne Nabi Nisbat Se
Ye Aarzi Dunia Hai Logo
Samjhaya Tha Samjhaynge
Zinda Rahne Ke Shouqi Bhi
Ik Din Murda Kahlayenge
Related Post:
- Dunia Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
- Mayos Nahin Hein Ham Allah Ki Rahmat Se
- Kya Ye Hi Bandagi Hai Lyrics
- Jata Hun Mai Duniya Se Mujhko Na Bhula Dena Lyrics
Bachte Bachte Mar Jayenge Lyrics In Hindi
मरते-मरते बचने वाले
बचते बचते मर जाऐंगे
ज़िन्दा रहने के शौक़ीं भी
इक दिन मुर्दा कहलायेंगे
इक रोज़ हमारे मरने का
ऐलान मसाजिद से होगा
इक रोज़ हमें अपने हाथों से
ज़ेरे ज़मीं दफ़नायेंगे
ज़िन्दा रहने के शौक़ीं भी
इक दिन मुर्दा कहलायेंगे
जो हिर्ष-ओ-हवस सहरा को
गुलशन से तश्बीह देते हैं
वो आग़ को फूल समझने की
नादानी से पछतायेंगे
ज़िन्दा रहने के शौक़ीं भी
इक दिन मुर्दा कहलायेंगे
ईमां की हलावत पानी हो
दरबार ए रब में अह़द करें
रब की ख़ातिर आंखों पे ह़या के
पहरे दार बिठायेंगे
ज़िन्दा रहने के शौक़ीं भी
इक दिन मुर्दा कहलायेंगे
दुनिया की ह़क़ीक़त को जानें
और अपने आप को पहचाने
वो दोनों जहाँ में चैन-ओ-सुकूँ
की आ़ला नेमत पायेंगे
ज़िन्दा रहने के शौक़ीं भी
इक दिन मुर्दा कहलायेंगे
दुनिया पे फ़िदा होने वालों को
अपने नबी की निस्बत से
ये आरज़ी दुनिया है लोगों
समझाया था समझायेंगे
ज़िन्दा रहने के शौक़ीं भी
इक दिन मुर्दा कहलायेंगे
Vocalist : Qari Muhammad Shoeb Hussaini
Written : Hud Hud Ilahabadi
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|