Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai lyrics

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai lyrics

 

Aankh nam to hai ye teri Aankh nam to hai

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai

 

Sahara me kyon na udte bagole ka saath dun
Dasht e wafa me koi mera ham qadam to hai,
Tamheed be hisi hai ke takmeel e be kasi
Kal tak jo dil me dard tha wo aaj kam to hai.

 

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai

 

Manzil na mil saki naa mile koi gham nahin
Har raah e shouq me mera naqsh e qadam to hai
Main dil fighaar, aabla pa, khasta tan sahi
Lekin mera mazaaq e talab taaza dam to hai.

 

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai

 

Ye bhi isi ki tarha kahin bewafa na ho
Mauj e nafas me husn ka andaaz e ram to hai,
Jor o jafa e dost bhulane ke bawajood
Kya kijiye ke yaad wo qoul o qasam to hai.

 

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai

 

Kya jane aur kitne nasheb o faraaz hon
Ahle wafa ki manzil ahle adam to hai,
Dar hai nigaah e lutf e parda utha na de
Qaayam hamare zabt ka ab tak bharam to hai.

 

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai

 

Kam to nahin hai ishq ka pindar e aashiqi
Ba hosh us gali se guzar jaein ham to hai,
Raahe wafa pe ahle wafa kyon na mar mitey
Isme bhi zulf e yaar ka kuchh pech o gham to hai.

 

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai

 

Ae dil tera mazaaq e talab khaam hai abhi
Tujhko bhi imtiyaaz e jafa o karam to hai,
Kaifi ko khud bhi daawa fazl o hunar nahi
Albatta ye zaroor hai wo mughtanam to hai.

 

Shabnam tujhe ijazat izhar e gham to hai
Tu khusnasib hai ke teri aankh nam to hai


 

आंख नम तो है ये तेरी आंख नम तो है

शबनम तुझे इजाज़त इज़हार ए ग़म तो है
तू खुशनसीब है के तेरी आंख नम तो है

 

सहरा में क्यूँ ना उड़ते बगोले का साथ दूं
दश्त ए वफ़ा में कोई मेरा हम क़दम तो है
तमहीद बे-हिसी है के तकीमल ए बेकसी
कल तक जो दिल में दर्द था वो आज कम तो है

शबनम तुझे इजाज़त इज़हार ए ग़म तो है
तू खुशनसीब है के तेरी आंख नम तो है

 

मंज़िल ना मिल सकी ना मिले कोई ग़म नहीं
हर राहे शौक़ में मेरा नक़्श ए क़दम तो है
मैं दिल फ़िग़ार, आबला पा, खस्ता तन सही
लेकिन मेरा मज़ाक़ ए तलब ताज़ा दम तो है

शबनम तुझे इजाज़त इज़हार ए ग़म तो है
तू खुशनसीब है के तेरी आंख नम तो है

 

ये भी इसी की तरहां कहीं बेवफ़ा ना हो
मौज ए नफ़स में हुस्न का अन्दाज़ ए रम तो है
जोर ओ जफ़ा ए दोस्त भुलाने के बावजूद
क्या कीजिए के याद वो क़ौल ए क़सम तो है

शबनम तुझे इजाज़त इज़हार ए ग़म तो है
तू खुशनसीब है के तेरी आंख नम तो है

 

क्या जाने और कितने नशेब ओ फ़राज़ हों
अहले वफ़ा की मन्ज़िल अहले अदम तो है
डर है निगाहे लुत्फ़े पर्दा उठा ना दे
क़ायम हमारे ज़ब्त का अब तक भरम तो है

शबनम तुझे इजाज़त इज़हार ए ग़म तो है
तू खुशनसीब है के तेरी आंख नम तो है


Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *