हुसैन-ए-पाक का कर्बल में जाना याद आता है Manqabat Lyrics
हुसैन-ए-पाक का कर्बल में जाना याद आता है
बहात्तर ज़ख़्म खाकर मुस्कुराना याद आता है
ज़रूरत आयेगी नाना लहू अपना बहा देंगे
किया बचपन में जो वादा निभाना याद आता है
नमाज़-ए-इश्क़ जिसने पढ़ लिया तलवार के साये
झुका के सर को सजदे में कटाना याद आता है
क़यामत तक नहीं होगा अली असग़र तेरे जैसा
जवां मक़तल में दुश्मन को दिखाना याद आता है
हमेशा याद आएंगे नूर अहमद कर्बला वाले
रज़ा-ए-ईज़दी में घर लुटाना याद आता है
Manqabat Khwan: Noor Ahmad Noor
Hussain e Paak Ka Karbal Me Jana Yaad Aata Hai
Bahattar Zakhm Khakar Muskurana Yaad Aata Hai
Zaroorat Aayegi Nana Lahu Apna Baha Denge
Kiya Bachpan Me Jo Wada Nibhana Yaad Aata Hai
Namaz e Ishq Jisne Padh Liya Talwar Ke Aage
Jhuka Ke Sar Ko Sajde Me Katana Yaad Aata Hai
Qayamat Tak Nahi Hoga Ali Asghar Tere Jaisa
Jawan Maqtal Me Dushman Ko Dikhana Yaad Aata Hai
Hamesha Yaad Aayenge Noor Ahmad Karbala Wale
Raza-e-iizdi Me Ghar Lutana Yaad Aata Hai
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Hussain e Paak Ka Karbal Me Jana Yaad Aata Hai Lyrics in english
Manqabat Imam Hussain As Hindi And English Lyrics