सरकार-ए-दो-आलम के रुख़ पर अनवार का आलम क्या होगा Lyrics
सरकार-ए-दो-आलम के रुख़ पर अनवार का आलम क्या होगा !
जब ज़ुल्फ़ का वस्फ़ है क़ुरआँ में, रुख़्सार का आलम क्या होगा !
Sarkar e Do Aalam Ke Rukh Par
Anwar Ka Aalam Kya Hoga !!
Jab Zulf Ka Wasf Hai Quraañ Me
Rukhsar Ka Aalam Kya Hoga !!
महबूब-ए-ख़ुदा के जल्वों से ईमान की आँखें रौशन हैं
बिन देखे ही जब ये आलम है, दीदार का आलम क्या होगा !
Mahboob e Khuda Ke Jalwo Se
Iman Ki Aankhe Roushan Hain !!
Bin Dekhe Hi Jab Ye Aalam Hai
Deedar Ka Aalam Kya Hoga !!
जब उन के गदा भर देते हैं शाहान-ए-ज़माना की झोली
मोहताज का जब ये आलम है, मुख़्तार का आलम क्या होगा !
Jab Unke Gada Bhar Dete Hain
Shahan e Zamana Ki Jholi !!
Mohtaaj Ka Jab Ye Aalam Hai
Mukhtar Ka Aalam Kya Hoga !!
जब उन के गुलामों के दर पर झुकते हैं सलातीन-ए-आलम फिर कोई बताए आक़ा के दरबार का आलम क्या होगा!
Jab Unke Ghulamoñ Ke Dar Par
Jhukte Hain Salateen e Aalam !!
Phir Koi Bataye Aaqa Ke
Darbar Ka Aalam Kya Hoga !!
है नाम में उन के इतना असर, जी उठते हैं मुर्दे भी सुन कर वो हाल अगर खुद ही पूछें बीमार का आलम क्या होगा !
Hai Naam Me Unke Itna Asar
Gi Utthe Hain Hain Murde Bhi Sunkar !!
Wo Haal Agar Khud Hi Pooche
Bimar Ka Aalam Kya Hoga !!
जब सुन के सहाबा की बातें कुफ़्फ़ार मुसलमाँ होते थे
फिर दोनों जहाँ के सरवर की गुफ़्तार का आलम क्या होगा !
Jab Sunke Sahaba Ki Baatein
Kuffar Musalmañ Hote The !!
Phir Dono Jahan Ke Sarwar Ki
Guftar Ka Aalam Kya Hoga !!
तयबा से हवा जब आती है, बेकल को सुकूँ मिल जाता है। इस पार का जब ये आलम है उस पार का आलम क्या होगा !
Taiba Se Hawa Jab Aati Hai
Bekal Ko Sukooñ Mil Jata Hai !!
Is Par Ka Jab Ye Aalam Hai
Us Par Ka Aalam Kya Hoga !!
शायर: बेकल उत्साही
नआतख्वां: ज़ुल्फ़िकार अली हुसैनी
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar