पाते हैं सुकूं दिल का इंसान मदीने में Lyrics
Paate Hain Sukoon Dil Ka Insaane Madine Me
मदीना मदीना मदीना
मदीना मदीना मदीना
पाते हैं सुकूं दिल का इंसान मदीने में
आते हैं गदा बनकर सुल्तान मदीने में
सरकार के क़दमों में मिट जाते हैं दुख सारे
हो जाती है हर मुश्किल आसान मदीने में
भर जाते हैं रह़मत से कशकोल फक़ीरों के
हो जाते हैं सब पूरे अरमान मदीने में
मुझको है यकीं इक दिन उमरे पे मैं जाऊंगा
गुज़रेगा मेरा माह-ए-रमज़ान मदीने में
दरबार सख़ी का है जो मांगना है मांगो
करते हैं फ़रिश्ते ये ऐलान मदीने में
देखोगे उजाले तुम रातों को भी दिन जैसे
हो जाओगे तुम जाकर हैरान मदीने में
वापस न कभी आऊं सरकार की बस्ती से
फ़ारूक़ निकल जाए मेरी जान मदीने में
Naat Khwan: Umair Zubair
Shayar: Sohail Kalim Farooqi
Madina Madina Madina
Madina Madina Madina
Paate Hain Sukoon Dil Ka Insaane Madine Me
Aate Hain Gada Banker Sultan Madine Me
Sarkar Ke Qadmon Me Mit Jate Hain Dukh Sare
Ho Jaati Hai Har Mushkil Aasaan Madine Me
Bhar Jaate Hain Rahmat Se Kashkol Faqiron Ke
Ho Jate Hain Sab Poore Arman Madine Me
Mujhko Hai Yaqi.N Ik Din Umre Pe Main Jaunga
Guzrega Mera Mahe Ramzan Madine Me
Darbar Sakhi Ka Hai Jo Maangna Hai Maango
Karte Hain Farishte Ye Ailan Madine Me
Dekhoge Ujale Tum Raaton Ko Bhi Din Jaise
Ho Jaoge Tum Ja Kar Hairan Madine Me
Bapas Na Kabhi Aaun Sarkar Ki Wasti Se
Farooq Nikal Jaye Meri Jaan Madine Me
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|