तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम गौस- ए-आज़म / Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, गौ़स-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, गौ़स-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, गौ़स-ए-आज़म !
रग-ए-जाँ में तैरता है तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
तेरे ‘इश्क़ ने दिया है ये मक़ाम ग़ौस-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, ग़ौस-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
मिले आप की नज़र का कोई जाम, ग़ौस-ए-आज़म !
इसी आरज़ू में हैं सब ये ग़ुलाम, ग़ौस-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, ग़ौस-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
जिसे चाहे जो नवाज़े, कि ये इख़्तियार-ए-कामिल
तेरे रब ने लिख दिया है तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, ग़ौस-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
ग़म-ए-दहर से छुड़ा कर ग़म-ए-मो’तबर ‘अता कर
कि है जज़्बा-ए-मोहब्बत अभी ख़ाम, ग़ौस-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, ग़ौस-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
मुझे ‘इश्क़ वो ‘अता कर कि निगाह-ए-दिल झुका कर
तुझे सुबह-ओ- शाम भेजूँ मैं सलाम, ग़ौस-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, ग़ौस-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
ये अदीब तिश्ना-लब है, मय-ए-इश्क़ की तलब है
तेरे हाथ मय कदे का है निज़ाम, ग़ौस-ए-आज़म !
तू विलायत-ए-जहाँ का है इमाम, ग़ौस-ए-आज़म !
है ज़मीं से आसमाँ तक तेरा नाम, ग़ौस-ए-आज़म !
Lyrics: Adeeb Raipuri
Naat Khwan: Muhammad Nadeem Nizam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam

Rag-e-Jaañ Me Tairta Hai Tera Naam Ghaus-e-Azam
Tere Ishq Ne Diya Hai Ye Maqam Ghaus-e-Azam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam
Mile Aap Ki Nazar Ka Koi Jaam, Ghaus-e-Azam
Isi Aarzoo Me Haiñ Sab Ye Ghulam Ghaus-e-Azam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam
Jise Chahe Jo Nawaze, Ki Ye Ikhtiyar-e-Kaamil
Tere Rab Ne Likh Diya Hai Tera Naam Ghaus-e-Azam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam
Gham-e-Dahar Se Chhura Kar Gham-e-Motbar Ata Kar
Ki Hai Jazba-e-Mohabbat Abhi Khaam, Ghaus-e-Azam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam
Mujhe Ishq Wo Ata Kar Ki Nigah-e-dil Jhuka Kar
Tujhe Subho Shaam Bheju Main Salam Ghaus-e-Azam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam
Ye Adeeb Tishana Lab Hai, Mai-e-Ishq Ki Talab Hai
Tere Haath Mai Kade Ka Hai Nizam Ghaus-e-Azam
Tu Wilayat-e-Jahan Ka Hai Imam Ghaus-e-Azam
Hai Zamiñ Se Aasmañ Tak Tera Naam Ghaus-e-Azam
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar