Yaad Bahot Tarpaati Hai Lyrics
Aaqa Ke Darbar Se Hokar Baad e Saba Jab Aati Hai
Uske Pauñ Ki Aahat Sunkar Neeñd Meri Ud Jaati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Hamse Behtar Chiriya Hai Jo Roz Madine Jaati Hai
Darbar e Sarkar Me Jakar Naateiñ Khoob Sunati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Maa Ki Mamta Kya Kahiye Maa Duniya Me Ik Nemat Hai
Darwaza Hai Baap Magar Maa Ke Qadmoñ Me Jannat Hai
Jab Tak Ghar Na Lautuñ Maa Ki Bechaini Barh Jaati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Aune-Poune Naap Rahe Hain Qad Mahboob e Dabar Ka
Qur’aañ Ke Paroñ Se Poochho Rutba Saaki e Kausar Ka
Ke Jinke Qadme Naaz Ko Chhu kar Dharti Bhi Itraati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Patthar Ko Azmat Bakhshi Mahboob e Khuda Ne Qaaba Me
Warna Aswad Kon Tumheñ Bosa Deta Is Duniya Me
Haider Har Ik Shay Ki Izzat Nisbat Se Badh Jaati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Yaad Bahot Tadpati Hai
Shayar: Haider Lari
Yaad Bahot Tarpaati Hai Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar