Tazkira Suniye Ab Unka Dil-e-Bedaar Ke Sath | Muharram 2022

Tazkira Suniye Ab Unka Dil-e-Bedaar Ke Sath

 

तज़किरा सुनिए अब उनका दिल ए बेदार के साथ
है जिन्हें ख़ास क़राबत शहे अबरार के साथ।

 

हाय ! किस तरहं वो बाज़ार से गुज़रे होंगे
नाम तक जिनका ना आया कभी बाज़ार के साथ।

 

बेड़ियां, सदमा, सफ़र, प्यासे, नक़ाहत, सहरा
ज़ुल्म क्या-क्या ना हुए आबिद ए बीमार के साथ।

 

मेरे सज्जाद तेरा दर्द भुला दूं कैसे
मेरे सज्जाद ये दुख कैसे भुला दूं तेरा
सख़तियां झेलीं सफ़र की तन ए बीमार के साथ।

 

बोले अब्बास के हम लोग हैं मैदां के धनी
होलियां खेली हैं चलती हुई तलवार के साथ।

 

Manqabat Khwan: Muhammad Ali Faizi


Tazkira Suniye Ab Unka Dil-e-Bedaar Ke Sath
Hai Jinhe Khaas Qarabat Shahe Abrar Ke Sath

 

Haye ! Kis Tarha Wo Bazar Se Ghuzre Honge
Naam Tak Jinka Na Aaya Kabhi Bazar Ke Sath

 

Bediyan, Sadma, Safar, Pyase, Naqahat, Sahra
Zulm Kya Kya Na Huye Abid-e-bimar Ke Sath

 

Mere Sajjad Tera Dard Bhula Dun Kaise
Mere Sajjad Ye Dukh Kaise Bhula Dun Tera
Sakhtiyan Jheli Safar Ki Tan-e-Bimar Ke Sath

 

Bole Abbas Ke Ham Log Hain Maidan ke Dhani
Holiyan Kheli Hain Chalti Hui Talwar Ke Sath

 

Manqabat Imam Hussain As Lyrics 2022 New Moharram Kalam


Manqabat Shahidan e Karbala Lyrics


Our Pages


Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Naat Khwan:

         Qawwali         

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *