Ramzan Hamara Eman Hai Lyrics | Hafiz Muhammad Zubair
Ramzan Ramzan
Ramzan Ramzan
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Nekiyoñ Ka Ye Hai Mosam Dosto Ramzan Hai
Jam’aa Kar Lo Tum Ghanimat Samne Maidan Hai
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ek Neki Par Milega Kayi Guna Badhkar Sabab
Aur Phir Neki Kamana Bhi Bahot Aasan Hai
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Is Me Ummat Ko Mila Hai Bes-qeemat Ik Tohfa
Ye Mahe Qur’aañ Yani Tohfa e Yazdan Hai
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Nafs Ko Qaabu Me Karke Be-Jhijhak Neki Karen
Bund Jo Peeche Salakhon Ke Hua Shaitan Hai
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Is Me Pawandi Tahajjud Ki Salaat-o-Som Ki
Lamha Lamha Badh Raha Tezi Se Ab Iman Hai
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Muflisoñ Mazbooro Aur Be-Aasro Ki Yawari
Khoob Karte Jayiye Jannat Ka Ye Saman Hai
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Ramzan Hamara Iman
Recited by: Hafiz Muhammad Zubair
Lyrics: Musab Shaheen
Our Pages
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan: