Rahmaton ki thandak hai is kadar madine me
Sham jaisi lagti hai dopahar madine me
Hamko unki galiyon me bhi adab se chalna hai
Rah guzar bhi hoti hai motbar madine me
Ham gunahgaron ko aur kaun poochhega
Aaiye chala jaye unke dar madine me
Imtiyaaz rakhti hai shaan-e-hazrate siddiq
Banke pahunche aaqa ke hamsafar madine me
Bas faheem ke dil ki ek hi tamanna hai
Kash wo rahe aaqa umr bhar madine me
Rahmaton ki thandak hai is kadar madine me
Sham jaisi lagti hai dopahar madine me
Naat Khwan: Faheem pihanvi
Shayar: Faheem pihanvi
रहमतों की ठंडक है इस कदर मदीने में
शाम जैसी लगती है दोपहर मदीने में
हमको उनकी गलियों में भी अदब से चलना है
रह गुज़र भी होती है मोतबर मदीने में
रहमतों की ठंडक है इस कदर मदीने में
शाम जैसी लगती है दोपहर मदीने में
हम गुनाहगारों को और कौन पूछेगा
आइए चला जाए उनके दर मदीने में
रहमतों की ठंडक है इस कदर मदीने में
शाम जैसी लगती है दोपहर मदीने में
इम्तियाज़ रखती है शान-ए-हज़रते सिद्दीक़
बनके पहुंचे आक़ा के हमसफ़र मदीने में
रहमतों की ठंडक है इस कदर मदीने में
शाम जैसी लगती है दोपहर मदीने में
बस फ़हीम के दिल की एक ही तमन्ना है
काश वो रहे आक़ा उम्र भर मदीने में
रहमतों की ठंडक है इस कदर मदीने में
शाम जैसी लगती है दोपहर मदीने में
Our Pages
Naat-E-Paak
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
Manqabat Shahidan e Karbala | Nohay Lyrics|