Naat Sarkar Ki Padhta Hoon Main Lyrics

Naat Sarkar Ki Padhta Hoon Main Naat Lyrics

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं

Naat E Paak

 

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi

Ik tera naam waseela hai mera
Ranjo o gham mein bhi isi naam se rahat hogi

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी

इक तेरा नाम वसीला है मेरा
रंज ओ ग़म में भी इसी नाम से रहमत होगी

 

Yeh suna hai ke bahut gour andheri hogi
Qabr ka khauf na rakhna aie dil
Wahan sarkar ke chehre ki ziyarat hogi

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

यह सुना है कि बहुत गोर अंधेरी होगी
क़ब्र का खौफ ना रखना ए दिल
वहां सरकार के चेहरे की ज़ियारत होगी

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Kahin yaseen kahin twaha kahin wa-shams-aaya
Jis ki qasmein mera Rab khata hai
Kitni dil kash mere mehboob ki soorat hogi.

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

कहीं यासीं कहीं त्वाहा कहीं वश्शमस-आया
जिसकी क़समे मेरा रब खाता है
कितनी दिलकश मेरे महबूब की सूरत होगी।

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Hashar ka din bhi ajab dekhne wala hoga
Zulf lahra ke woh jab aayeinge
Phir qayamat pe bhi khud aik qayamat hogi

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

हश्र का दिन भी अजब देखने वाला होगा
ज़ुल्फ लहरा के वो जब आएंगे
फिर क़यामत पे भी खुद एक क़यामत होगी

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Un ko mukhtar banaya hai mere Allah ne
Khuld mein bas wohi jaa sakta hai
Jisko Hasnain ke nana ki ijazat hogi.

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

उनको मुख्तार बनाया है मेरे अल्लाह ने
ख़ुल्द में बस वोही जा सकता है
जिसको हसनैन के नाना की इजाज़त होगी।

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Do jahan mein usei phir kaun panah mein lega
Hoga ruswa wo sar-e-hashr jise
Sayyada Zahra ke bachchon se adawat hogi.

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

दो जहां में उसे फिर कौन पनाह में लेगा
होगा रुसवा वोह सरे हश्र जिसे सैय्यदा ज़हरा के बच्चों से अदावत होगी।

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Unki chaukhat pay pade hain to badi mauj mein hain
Laut ke aayenge jab us dar se
Mere dil tu hi bata kya teri halat hogi.

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

उनकी चौखट पे पड़े हैं तो बड़ी मौज में हैं
लौट के आएंगे जब उस दर से
मेरे दिल तू ही बता क्या तेरी हालत होगी।

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Rashq se dur khade dekhte honge Zahid
Jab sar e hashr gunahgaroon par
Mere aaqa ka karam hoga inayat hogi.

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

रश्क़ से दूर खड़े देखते होंगे ज़ाहिद
जब सरे हशर गुनहगारों पर
मेरे आका का करम होगा इनायत होगी।

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Mera daman to gunahon se bhara hai Altaf
Ik sahara hai ke hum tere hain
Isi nisbat se sar e hashar shafa’at hogi.

Naat sarkar ki padhta hoon main
Bus isi baat se ghar mein mere rahmat hogi …

मेरा दामन तो गुनाहों से भरा है अल्ताफ़
इक सहारा है के हम तेरे हैं
इसी निस्बत से सरे हश्र शफाअ़़त होगी।

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं
बस इसी बात से घर में मेरे रहमत होगी …

 

Naat Lyrics In hindi and english


Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ |Nazir Ejaz Faridi |  Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hasan |

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *