Mere Giyarween Wale Peer Lyrics | मेरे ग्यारहावीं वाले

Mere Giyarween Wale Peer Lyrics in Hindi and English | मेरे ग्यारहावीं वाले पीर


मुश्किल पड़े तो याद करो दस्तग़ीर को

बग़दाद वाले हज़रत-ए-पीराने पीर को

 

या ग़ौस अल मदद, या ग़ौस अल मदद

या जीलानी शैअन लिल्लाह

या जीलानी शैअन लिल्लाह

या जीलानी शैअन लिल्लाह ….

 

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौसे आज़म का

हमें दोनों जहां में है सहारा ग़ौसे आज़म का

 

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौसे आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौसे आज़म का

 

मीरां.. मीरां… मीरां ….

 

या शाहे जीलां करम है तेरा….

 

मेरे ग्यारहावीं वाले पीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

तेरे दर का मैं फक़ीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

तेरा रुतबा बेनज़ीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

मेरी चमका दी तक़दीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

 

(हमारी लाज किसके हाथ है बग़दाद वाले के

मुसीबत टाल देना काम किसका ग़ौसे आज़म का)

 

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर, है साया ग़ौसे आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर, है साया ग़ौसे आज़म का

 

मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी

मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी

मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी

मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी – मैं क़ादरी

 

मुह़म्मद का रसूलों में है जैसे मर्तबा आ़ला

है अफ़ज़ल औलिया में यूं ही रुतबा ग़ौसे आज़म का

 

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौसे आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौसे आज़म का

 

मेरा पीर, मेरा पीर, मेरा पीर

दस्तगीर, दस्तगीर, दस्तगीर दस्तगीर

पीराने पीर रौशन जमीर

रौशन जमीर बग़दाद वाले पीराने पीर

 

जनाब-ए-़ग़ौस दूल्हा और बराती औलिया होंगें

मज़ा दिखलाएगा महशर में सेहरा ग़ौसे आज़म का

 

निदा देगा मुनादी हश्र में यूं क़ादरीयों को

किधर हैं क़ादरी? कर लें नज़ारा ग़ौसे आज़म का

मुख़ालिफ़ क्या करें मेरा की है बेहद करम मुझ पर

ख़ुद का रहमतुल्लिल आलमीं का ग़ौसे आज़म का

 

मेरे ग्यारहावीं वाले पीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

तेरे दर का मैं फक़ीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

तेरा रुतबा बेनज़ीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

मेरी चमका दी तक़दीर, ग़ौसे आज़म दस्तगीर

 

जमीले कादरी सौ जान से क़ुर्बान मुर्शिद पर

बनाया जिसने मुझ जैसे को बंदा गौसे आज़म का

 

Naat: Hafiz Tahir Qadri

Shayar: Jamilur Rahman Qadri

 

Mere Giyarween Wale Peer Lyrics In English

 

Mushkil Pade To Yaad Karo Dasgeer Ko

Baghdad Wale Hazrat-E-Peeran-E-Peer Ko

 

Ya Ghaus Almadad, Ya Ghaus Almadad

Ya Jilani Shai’an Lillah

Ya Jilani Shai’an Lillah

Ya Jilani Shai’an Lillah….

 

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

 

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

 

Meerañ… Meerañ… Meerañ…

Ya Shahe Jilañ Karam Hai Tera…

 

Mere Gyarahwiñ Wale Peer Ghause Azam Dastgeer

Tere Dar Ka Main Faqir Ghause Azam Dastgeer

Tera Rutba Be-Nazeer Ghause Azam Dastgeer

Meri Chamaka Di Taqdeer Ghause Azam Dastgeer

 

Hamari Laaj Kis Ke Haath Hai Baghdad Wale

Musibat Taal Dena Kaam Kiska Ghause Azam Ka

 

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

 

Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri

Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri

Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri

Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri – Main Qadri

 

Muhammad Ka Rasoolon Me Hai Jaise Martaba Aala

Hai Afzal Auliya Me Yun Hi Rutba Ghause Azam Ka

 

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saya Ghause Azam Ka

 

Mera Peer, Mera Peer, Mera Peer

Dasgeer, Dastgeer, Dastgeer, Dastgeer

Peerane Peer Roushan Jameer

Roushan Jameer Pirane Peer

 

Janab E Ghaus Dulha Aur Baraati Auliya Honge

Maza Dikhlayega Mahshar Me Sehra Ghause Azam Ka

 

Nida Dega Munadi Hashr Me Yun Qadriyon Ko

Kidhar Hain Qadri? Kar Leñ Nazara Ghuase Azam Ka

Mukhalif Kya Karen Mera Hai Behad Hi Karam Mujh Par

Khuda Ka Rahmatullil Aalmiñ Ka Ghause Azam Ka

 

Mere Gyarahwiñ Wale Peer Ghause Azam Dastgeer

Tere Dar Ka Main Faqir Ghause Azam Dastgeer

Tera Rutba Be-Nazeer Ghause Azam Dastgeer

Meri Chamaka Di Taqdeer Ghause Azam Dastgeer

 

Jameel-E-Qadri So Jaan Se Qurban Murshid Par

Banaya Jisne Mujh Jaise Ko Banda Ghause Azam Ka

 

Our Pages

Naat-E-Paak         

Manqabat Ghaus e Azam

Rabiul Awwal Mutalliq Kalam

Manqabat Ghareeb Nawaaz

Shayar

Naat Khwan:

         Qawwali         

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *