Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon | Laiba Fatima

Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon | Laiba Fatima

मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं

मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं
मुझे इश्क़ है तो ख़ुदा से है
मुझे इश्क़ है तो रसूल से
ये करम है सारा बतूल का
मेरे मुंह से आए महक सदा
जो मैं नाम लूं तेरा झूम के
मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं

मैं ग़ुलाम-ए-इब्ने ग़ुलाम हूं
मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं

Mein To Panjtan Ka Ghulam Hun
Mujhe Ishq Hai To Khuda Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Rasool Se
Ye Karam Hai Sara Batool Ka
Mere Muh Se Aaye Mahak Sada
Jo Mein Naam Tera Loon Jhoom Ke
Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon

Mein Ghulam-e-Ibne Ghulam Hoon
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon

 

मुझे इ़श्क़ सर्बो-समन से है
मुझे इश्क़ सारे चमन से है
मुझे इश्क़ उनके वतन से है
मुझे इश्क़ उनकी गली से है
मुझे इश्क़ है तो अली से है
मुझे इश्क़ है तो हसन से है
मुझे इश्क़ है तो हुसैन से
मुझे इश्क़ है तो शाहे ज़मन से है
मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं

मैं ग़ुलाम-ए-इब्ने ग़ुलाम हूं
मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं

Mujhe Ishq Sarb-o-Saman Se Hai
Mujhe Ishq Saarey Chaman Se Hai
Mujhe Ishq Unke Watan Se Hai
Mujhe Ishq Unki Gali Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Ali Se Hai
Mujhe Ishq Hai Hasan Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Hussain Se
Mujhe Ishq Hai To Shahe Zaman Se Hai
Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon

Mein Ghulam-e-Ibne Ghulam Hoon
Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon

 

हुआ कैसे सर से वो तन जुदा
जहां इश्क़ हो वहीं कर्बला
मेरी बात उन्हीं की बात है
मेरे सामने वही ज़ात है
वही जिनको शेरे खुदा कहें
जिन्हें बाब-ए-सल्ले अला कहें
वोही जिनको आले नबी कहें
वही जिनको ज़ाते अली कहें
वही पुख्ता है मैं तो ख़ाम हूं
मैं तो पंजतन का गुलाम हूं

मैं ग़ुलाम-ए-इब्ने ग़ुलाम हूं
मैं तो पंजतन का ग़ुलाम हूं

Hua Kaise Sar Se Wo Tan Juda
Jahan Ishq Ho Wahin Karbala
Meri Unhi ki Baat Hai
Mere Samne Wahi Zaat Hai
Wahi Jinko Shere Khuda Kahen
Jinhe Baab-e-Salle-Ala Kahen
Wohi Jinko Aale Nabi Kahen
Wahi Jinko Zaat-e-Ali Kahen
Wahi Pukhta Hai Main To Khaam Hoon
Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon

Mein Ghulam-e-Ibne Ghulam Hoon
Mein To Panjtan Ka Ghulam Hoon


hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir | Maulvi Ahmad Hassan Akhtar

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *