Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madiney Chalte Hain
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
Naat Khwan: Owais Raza Qadri, Alhaj Yousuf Memon, Asad Attari,
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Ghulamoñ ki qismateñ Badalte haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Rahmatoñ Ke Baadal Ke Saaye Sath Chalte Hain
Mustafa Ke Deewane Ghar Se Jab Nikalte Hain
रहमतों के बादल के साए साथ चलते हैं
मुस्तफ़ा के दीवाने घर से जब निकलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyare Aqa Ka
Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Khush Nasib Palte Hain
हमको रोज़ मिलता है सदका प्यारे आक़ा का
उनके दर के टुकड़ों पर हम खुशनसीब पलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Amina Ke Pyare Ka Sabz Gumbad Wale Ka
Jashn Hum Manaate Haiñ Jalne Wale Jalte Hain
आमिना के प्यारे का सब्ज़ गुम्बद वाले का
जश्न हम मनाते हैं जलने वाले जलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Sirf Sari Duniya Meiñ Taiba Ki Wo Galiyan Hain
Jis Jagah Pe Hum Jaise Khote Sikke Chalte Hain
सिर्फ सारी दुनिया में तैबा की वोह गलियां हैं
जिस जगह पर हम जैसे खोटे सिक्के चलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Sach Hai Ghair Ka Ehsaan Wo Kabhi Nahi Lete
Ay Aleem Aqa Ke Tukdo Pe Jo Palte Hain
सच है ग़ैर का एहसान वोह कभी नहीं लेते
ऐ अलीम आक़ा के टुकड़ों पे जो पलते हैं
Chhor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Our Pages
Naat-E-Paak
Manqabat Imam Hussain
Rabiul Awwal Se Mutalliq Kalam
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam