Aayat Arif | Mere Haathon Ki Lakeeron Mein Hai Lyrics

Aayat Arif  Mere Haathon Ki Lakeeron Mein Hai Lyrics

 

Mere haaton ki lakeeron me hai zikr e mustafa
Main kahungi har pal har marhaba ya mustafa

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Aap se hee hai meri pahchan ya nabi
Aap mera deen mera imaan ya nabi

 

Aap pe sab kuchh mera kurban ya nabi
Aap pe kurbaan meri jaan ya nabi

 

Dil ki dhadkan kahti hai sarkar marhaba

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Mere haaton ki lakeeron me hai zikr e mustafa
Main kahungi har pal har marhaba ya mustafa

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Aamna ki goud me ek noor aaya hai
Kush naseebi do jahan ki saath laya hai
Roushni banke zamane pe jo chhaya hai
Zulmaton me aa gayi khazan, milaya hai

 

Marhaba ya ahmad e mukhtar marhaba

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Mere haaton ki lakeeron me hai zikr e mustafa
Main kahungi har pal har marhaba ya mustafa

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Ye meri taqdeer me likkha hai ya nabi
Zikr mujhko aapka karna hai ya nabi
Aakhiri dam tak yunhi jeena hai ya nabi
Ya nabi kahte huye marna hai ya nabi

 

Mere aaqa ae mere sardar marhaba

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Mere haaton ki lakeeron me hai zikr e mustafa
Main kahungi har pal har dam marhaba ya mustafa

 

Marhaba ya mustafa-Mathaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa-Marhaba ya mustafa

 

Artist: Aayat Arif

Best kalam for children
12 rabiul awwal special kalam


Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *