72 Karbala Wale Lyrics -Ahmadulfattah-Mhaboob Gauhar
समझ में कुछ नहीं आता कि माजरा क्या है?
मेरे हुसैन बताओ फना बक़ा क्या है?
मेरे हुसैन ने नेज़े पे जब पढ़ा क़ुराआन
यजीदी सोच रहा था कि फिर कटा क्या है!!
रहेंगे हश्र तक बाक़ी बहात्तर कर्बला वाले
यज़ीदी मिट गये लेकिन, हैं घर घर कर्बला वाले
सुनो ऐ ज़ालिमों तुम प्यास का ताना ना दो उनको
हैं रख़ते अपनी ठोकर में समन्दर कर्बला वाले
यज़ीदी हैं के मरते जा रहे हैं पानी-पानी पी-पी कर
हैं प्यासे फिर भी ज़िन्दा हैं बहात्तर कर्बला वाले
यज़ीदी फ़ौज़ थरथर कांप उठ्ठी शल हुए वाज़ू
चले जब रन में सजकर प्यारे अकबर कर्बला वाले
जो दुनिया में लगाते हैं सबील ए सय्यिदुज-शोहदा
पिलायेंगे उन्हें महशर में कौसर कर्बला वाले
मेरा ईमां है आबिद ये इम्तिहान ए सब्र है वरना
हर इक दुश्मन पे भारी हैं ये असग़र कर्बला वाले
Manqabat Khwan: Mahboob Gauhar
Bahattar Karbala Wale Lyrics English
Samajh Me Nahi Aata Ki Maajra Kya Hai
Mere Hussain Batao Fana Baqa Kya Hai
Mere Hussain Ne Neze Pe Jab Padha Qur’an
Yazeedi Soch Rahe The Phir Kata Kya Hai
Rahenge Hashr Tak Baaqi
Bahattar Karbala Wale !!
Yazeedi Mit Gaya Lekin
Hain Ghar Ghar Karbala Wale !!
Suno Ae Zalimoñ Tum Pyaas Ka
Tana Na Do Unko !!
Hain Rakhte Apni Thokar Me
Samandar Karbala Wale !!
Yazeedi Hain Ke Marte Ja Rahe hain
Paani Pi-Pi Kar !!
Hain Pyase Phir Bhi Zinda Hain
Bahattar Karbala Wale !!
Yazeedi Fauj Thar-Thar Kaanp Utthi
Shal Huye Waazu !!
Chale Jab Ran Me Sajkar
Pyare Akbar Karbala Wale !!
Jo Duniya Me Lagate Hain
Sabeel e Saiyyaduj-Shohda !!
Pilayenge Unhe Mahshar Me
Kausar Karbala Wale !!
Mera Imaañ Hai Aabid
Ye Imtihaan e Sabr Hai Warna !!
Har Ik Dushman Pe Bhaari Hain
Ye Asghar Karbala Wale !!
72 Karbala Wale Lyrics Hindi
Bahattar Karbala Wale Manqabat Lyrics
Our Pages
Naat-E-Paak
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan:
- Owais Raza Qadri
- Habibullah Faizi
- Ghulam Mustafa Qadri
- Hafiz Tahir Qadri
- Laiba Fatima
- Asad Iqwal
- Sajjad Nizami
- Zulfiqar Ali Hussaini
- Mufti Abdullah Bin Abbas
- Junaid Jamshed Khan
- Muhammad Ali Faizi
- Ghulam Noore Mujassam
Qawwali
- Sabri Brothers
- Nusrat Fateh Ali Khan
- Rahat Fateh Ali Khan
- Iqbal Afzal Sabri
- Aziz Miyañ
- Nazir Ejaz Faridi
- Ghous Muhammad Nasir
- Maulvi Ahmad Hasan Akhtar