Nabi Mera Naat Lyrics | Akhtar Ali
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Tamaam Nabiyoñ Ka Hai Aasra Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Jahal Ki Dhoop Me Jab Jal Raha Tha Sara Jahañ
Bashar Ke Desh Me Tab Deke Saya-e-Imañ
Ba Ahtisham Utara Gaya Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Tu Manta Hai Jo Unko Ye Manna Kya Hai
Baghair Hubbe Ali Hubbe Mustafa Kya Hai
Ali Mila Jise Usko Mila Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Yuñ Darbar Na Ho Yun Thokre Na Khao Yahañ
Chalo Karim-e-Arab Ka Karam Hai Jaari Waha
Hai Sunta Dene Se Pahle Sada Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Ye Zai’reen-e-Madina Se Tum Kaho Alwi
Taras Rahi Hain Nigahen Kisi Ghareeb Ki Bhi
Laboñ Pe Rahta Hai Subho Masa Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Azim-o-Aali-o-Yakta Hua Nabi Mera
Our Pages
- Hamd-E-Baari-T’aala
- Naat-E-Paak
- Rabiul Awwal Mutalliq Kalam
- Manqabat Ghaus e Azam
- Manqabat Ghareeb Nawaaz
Shayar
- Khalid Mahmud ‘Khalid’
- Peer Naseeruddin ‘Naseer’
- Allama Saim Chishti
- Bedam Warsi
- Muzaffar Warsi
- Ajmal Sultanpuri Naat
- Ala Hazrat Naat
- Akhtar Raza Khan
- Raaz Ilaahabadi
- Muhammad Ilyas Attari
- Sayyad Nazmi Miyan
- Shakeel Arfi
Naat Khwan: