मदीने का सफ़र है और मैं नमदीदा नमदीदा

मदीने का सफ़र है और मैं नमदीदा नमदीदा
जबीं अफ़सुर्दा अफ़सुर्दा क़दम लग़ज़ीदा लग़ज़ीदा

Madine Ka Safar Hai Aur Mai Namdeeda-Namdeeda
Jabin Afsurda-Afsurda Qadam Laghzeeda-Laghzeeda

 

चला हूँ एक मुजरिम की तरह मैं जानिब-ए-तैबा
नज़र शर्मिंदा शर्मिंदा बदन लरज़ीदा लरज़ीदा

Chala Hun Ek Mujrim Ki Tarah Mai Janib-e-Taiba
Nazar Sharminda-Sharminda Badan Larzeeda-Larzeeda

 

किसी के हाथ ने मुझको सहारा दे दिया वरना
कहाँ मैं और कहाँ ये रास्ते पेचीदा पेचीदा

Kisi Ke Haath Ne Mujhko Sahara De Diya Warna
Kahan Mai Aur Kahan Ye Raaste Pechida Pechida

 

मदीना जाके हम समझे तक़द्दुस किसको कहते हैं
हवा पाकीज़ा पाकीज़ा फ़ज़ा संजीदा संजीदा

Madine Jaake Ham Samjhe Taqaddus Kisko Kahte Hain
Hawa Paakiza Paakiza Faza Sanjeeda-Sanjeeda

 

वही इक़बाल जिसको नाज़ था कल खुशमिज़ाजी पर
फ़िराक़े तैबा में रहता है अब रन्जीदा रन्जीदा

Wahi Iqbaal Jisko Naaz Tha Kal Khushmizaji Se
Firaqe Taiba Me Rahta Hai Ab Ranjeeda-Ranjeeda

 

मदीने का सफ़र है naat lyrics

Madine ka safar hai naat lyrics in hindi, hindi me naat madina ka safar hai, naat sharif madine ka safar hai,


Hindi and English Lyrics

Naat-E-Paak|

Khalid Mahmud ‘Khalid’ Allama Saim Chishti  | Ajmal Sultanpuri Naat  | Ala Hazrat Naat | Akhtar Raza Khan| Raaz Ilaahabadi | Muhammad Ilyas Attari | Sayyad Nazmi Miyan

| Qawwali |

Sabri Brothers | Nusrat Fateh Ali Khan | Rahat Fateh Ali Khan | Iqbal Afzal Sabri | Aziz Miyañ Ghous Muhammad Nasir Maulvi Ahmad Hassan Akhtar

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *